Friday 17 May 2013


بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ
Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi
Allah in the name of the most Affectionate the Merciful.
Shuru Allah ke naam se jo behad maherbaan nihayat rahmat wala hai.
 سُوْرَةُ  02 الْبَقَرَة  
286 Ayat, 
Surat-ul-Baqara 02.
(Sura-e-Baqara Madina mai Nazil hui, is mai doso-cheyasi (286) Aayatain, Para 2, Ruku: 16.
On this Page Ruku 1 & Ruku 2.

 
1. الم 

1. Aliflammeem 
1. Alif-Lam Mim (Individual Letters of Arabic Alphabet)
01. Alif laam meem.

2. ذٰلِكَ الْكِتٰبُ لَا رَیْبَ١ۛۖۚ فِیْهِ١ۛۚ هُدًى لِّلْمُتَّقِیْنَۙ۝۲ 
2. Thalika alkitabu la rayba feehi hudan lilmuttaqeena.
2. That high ranked Book (Quran) whereof there is no place of doubt, in it there is guidance to the God-fearing.

02. Iss kitab (kay Allah ki kitab honey) mein koi shak nahi perhezgaron ko raah dikhaney
wali hai.

3. الَّذِیْنَ یُؤْمِنُوْنَ بِالْغَیْبِ وَ یُقِیْمُوْنَ الصَّلٰوةَ وَ مِمَّا رَزَقْنٰهُمْ یُنْفِقُوْنَۙ۝۳ 
3. Allatheena yuminoona bialghaybi wayuqeemoona alssalata wamimma razaqnahum yunfiqoona.
3. Who believe without seeing, and establish prayer and spend in Our path, out of Our provided subsistence.
03. Jo log ghaib par eman laatay hain aur namaaz
ko qayem rakhtay hain aur hamaray diye huye
(maal) mein say kharch kartay hain.

4. وَ الَّذِیْنَ یُؤْمِنُوْنَ بِمَاۤ اُنْزِلَ اِلَیْكَ وَ مَاۤ اُنْزِلَ مِنْ قَبْلِكَ١ۚ وَ بِالْاٰخِرَةِ هُمْ یُوْقِنُوْنَؕ۝۴
4. Waallatheena yuminoona bima onzila ilayka wama onzila min qablika wabialakhirati hum yooqinoona.
4. And who believe in what has been sent down towards you, O beloved prophet! And what has been sent down before you and are convinced of the Last Day.
04. Aur jo log eman latay hain uss per jo aap ki
taraf utara gaya aur jo aap say pehlay utara
gaya aur woh aakhirat per bhi yaqeen rakhtay
hain.

5. اُولٰٓىِٕكَ عَلٰى هُدًى مِّنْ رَّبِّهِمْ١ۗ وَ اُولٰٓىِٕكَ هُمُ الْمُفْلِحُوْنَ۝۵
5. Olaika AAala hudan min rabbihim waolaika humu almuflihoona.
5. They alone are on the guidance from their Lord and they alone are the gainers.
05. Yahi log apney rab ki taraf say hidayat per
hain aur yahi log falah aur nijaat paney walay
hain.

6. اِنَّ الَّذِیْنَ كَفَرُوْا سَوَآءٌ عَلَیْهِمْ ءَاَنْذَرْتَهُمْ اَمْ لَمْ تُنْذِرْهُمْ لَا یُؤْمِنُوْنَ۝۶ 
6. Inna allatheena kafaroo sawaon AAalayhim aanthartahum am lam tunthirhum la yuminoona
6. Surely, as to those who are destined to infidelity, it is alike whether you warn them or warn them not, they will never believe.
06. Kafiron ko aap ka darana ya na darana
barabar hai yeh log eman na layen gay.


7. خَتَمَ اللّٰهُ عَلٰى قُلُوْبِهِمْ وَ عَلٰى سَمْعِهِمْ١ؕ وَ عَلٰۤى اَبْصَارِهِمْ غِشَاوَةٌ١٘ وَّ لَهُمْ عَذَابٌ عَظِیْمٌ۠۝۷ 

7. Khatama Allahu AAala quloobihim waAAala samAAihim waAAala absarihim ghishawatun walahum AAathabun AAatheemun.
7. Allah has set a seal on their hearts and on their ears, and over their eyes there is a dark covering, and for them is great torment.
07. Allah Taalaa nay inn kay dilon per aur inn
kay kanon per mohar laga di hai aur inn ki
aankhon per parda hai aur inn kay liye bara
azab hai.

8. وَ مِنَ النَّاسِ مَنْ یَّقُوْلُ اٰمَنَّا بِاللّٰهِ وَ بِالْیَوْمِ الْاٰخِرِ وَ مَا هُمْ بِمُؤْمِنِیْنَۘ۝۸ 
8. Wamina alnnasi man yaqoolu amanna biAllahi wabialyawmi alakhiri wama hum bimumineena.
8. And some people say, 'We have believed in Allah and the Last Day' yet they are not to believe.
08. Baaz log kehtay hain kay hum Allah Taalaa
per aur qayamat kay din per eman rakhtay hain
lekin dar haqeeqat woh eman walay nahi hain.

9. یُخٰدِعُوْنَ اللّٰهَ وَ الَّذِیْنَ اٰمَنُوْا١ۚ وَ مَا یَخْدَعُوْنَ اِلَّاۤ اَنْفُسَهُمْ وَ مَا یَشْعُرُوْنَؕ۝۹
9. YukhadiAAoona Allaha waallatheena amanoo wama yakhdaAAoona illa anfusahum wama yashAAuroona.
9. They seek to deceive Allah and the believers, and in fact, they deceive not but their own souls, and they perceive not.
09. Woh Allah Taalaa ko aur eman walon ko
dhoka detay hain lekin dar-asal woh khud
apney aap ko dhoka dey rahey hain magar
samajhtay nahi.

10. فِیْ قُلُوْبِهِمْ مَّرَضٌ١ۙ فَزَادَهُمُ اللّٰهُ مَرَضًا١ۚ وَ لَهُمْ عَذَابٌ اَلِیْمٌۢ١ۙ۬ بِمَا كَانُوْا یَكْذِبُوْنَ۝۱۰ 
10. Fee quloobihim maradun fazadahumu Allahu maradan walahum AAathabun aleemun bima kanoo yakthiboona.
10. In their hearts is a disease, so Allah has increased their disease and for them is a painful torment, the recompense of their lies.
10. Unn kay dilon mein beemari thi Allah
Taalaa ney unhen beemari mein mazeed barha
diya aur unn kay jhoot ki waja say unn kay liye
dard naak azab hai.

11. وَ اِذَا قِیْلَ لَهُمْ لَا تُفْسِدُوْا فِی الْاَرْضِ١ۙ قَالُوْۤا اِنَّمَا نَحْنُ مُصْلِحُوْنَ۝۱۱ 
11. Waitha qeela lahum la tufsidoo fee alardi qaloo innama nahnu muslihoona.
11. And when it is said to them, create not disorder on the earth, they say, 'we are but reformats'.
11. Aur jab inn say kaha jata hai kay zamin
mein fasaad na kero o jawab detay hain kay
hum to sirf islaah kerney walay hain.

12. اَلَاۤ اِنَّهُمْ هُمُ الْمُفْسِدُوْنَ وَ لٰكِنْ لَّا یَشْعُرُوْنَ۝۱۲ 
12. Ala innahum humu almufsidoona walakin la yashAAuroona.
12. Be-ware! It is they who are the mischief-makers, but they perceive not.
12. Khabardaar ho! yaqeenan yehi log fasaad
kerney walay hain lekin shaoor (samajh) nahi

rakhtay.

13. وَ اِذَا قِیْلَ لَهُمْ اٰمِنُوْا كَمَاۤ اٰمَنَ النَّاسُ قَالُوْۤا اَنُؤْمِنُ كَمَاۤ اٰمَنَ السُّفَهَآءُ١ؕ اَلَاۤ اِنَّهُمْ هُمُ السُّفَهَآءُ وَ لٰكِنْ لَّا یَعْلَمُوْنَ۝۱۳
13. Waitha qeela lahum aminoo kama amana alnnasu qaloo anuminu kama amana alssufahao ala innahum humu alssufahao walakin la yaAAlamoona.
13. And when it is said to them 'believe as others have believed,' they say, 'shall we believe as fools', believe, Beware! It is they who are the fools, but they do not know.
13. Aur jab inn say kaha jata hai kay aur logon
(yani sahaba) ki tarah tum bhi eman lao to
jawab detay hain kay kiya hum aisa eman layen
jaisa bey waqoof laye hain khabardaar hojao!
yaqeenan yehi bey waqoof hain lekin jantay

nahi.

14. وَ اِذَا لَقُوا الَّذِیْنَ اٰمَنُوْا قَالُوْۤا اٰمَنَّا١ۖۚ وَ اِذَا خَلَوْا اِلٰى شَیٰطِیْنِهِمْ١ۙ قَالُوْۤا اِنَّا مَعَكُمْ١ۙ اِنَّمَا نَحْنُ مُسْتَهْزِءُوْنَ۝۱۴ 
14. Waitha laqoo allatheena amanoo qaloo amanna waitha khalaw ila shayateenihim qaloo inna maAAakum innama nahnu mustahzioona.
14. And when they meet believers, they say, 'we believe', and when they are alone with their devils, they say, 'we are with you, we are only mocking'.
14. Aur jab eman walon say miltay hain to
kehtay hain kay hum bhi eman walay hain aur
jab apney baron kay pass jatay hain to kehtay
hain kay hum to tumharay sath hain hum to inn
say sirf mazaq kertay hain.

15. اَللّٰهُ یَسْتَهْزِئُ بِهِمْ وَ یَمُدُّهُمْ فِیْ طُغْیَانِهِمْ یَعْمَهُوْنَ۝۱۵
15. Allahu yastahzio bihim wayamudduhum fee tughyanihim yaAAmahoona.
15. Allah mocks at them (Befitting His Dignity) and leaves them to wander about in their contumacy.
15. Allah Taalaa bhi inn say mazaq kerta hai
aur enhen inn ki sirkashi aur behkaway mein
aur badha deta hai.